Mohabbat hoon Mohabbat karke dekh,
Main Mohabbat na doon To kehna,
Main muskurahat hoon Mujhe Hansa kar dakh,
Na sajoon tare honton per to kehna,
Main khushboo houn mujhe Mehsoos karke dekh,
Na mehkun tari zindagi mai to kehna,
Main Dil hoon mujhe Sun ker dekh,
Na dhakoon Tere Dil main to kehna,
Main phool houn mujhey Laga ker dekh,
Na mehkoon din raat To kehna,
Main mohabbat hoon mujhe Apna karke dekh,
Na banu main teraa to kehna,
Main Mohabbat na doon To kehna,
Main muskurahat hoon Mujhe Hansa kar dakh,
Na sajoon tare honton per to kehna,
Main khushboo houn mujhe Mehsoos karke dekh,
Na mehkun tari zindagi mai to kehna,
Main Dil hoon mujhe Sun ker dekh,
Na dhakoon Tere Dil main to kehna,
Main phool houn mujhey Laga ker dekh,
Na mehkoon din raat To kehna,
Main mohabbat hoon mujhe Apna karke dekh,
Na banu main teraa to kehna,
0 comments:
Post a Comment